Tumhare waste ye Gum uthane wala hoon
Ruko ea aansuuon , Main muskurane wala hoon
Tu apni raah ki raanaiyon (khubsoorti) ka zikar na kar
Main tere peesche kaha Roz aane wala hoon.
Udaasiyon se kaho jashan kal ki shab (morning) karlein
Main roz roz kaha muskurane wala hoon
Tumhare waste ye gum utahane wala hoon
Bas iss gumaan pe usko bhula nahi paaya,
Main ek roz usko yaad aane wala hoon.
No comments:
Post a Comment